Roman script

gaanv mein mach gaya shor gaanv mein mach gaya shor 

o saathi gali mein baj gaya dhol 

gaanv mein mach gaya shor 

o saathi gali mein baj gaya dhol 

tu naache main gaau tere ghungaru mere bol

o saathi gali mein baj gaya dhol

gaanv mein mach gaya shor 

o saathi gali mein baj gaya dhol

keh le sun le aaj hai mauka kal mat kehana ho gaya dhoka 

keh le sun le aaj hai mauka kal mat kehana ho gaya dhoka 

laaj sharam ne rasta roka mann ghugat tan pawan ka jhonka

ghunghat mein jal jaayegi tu gori ghunghat khol

gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol

main naachu tu gaaye mere ghungaru tere bol

o saathi gali mein baj gaya dhol 

o saathi gali mein baj gaya dhol 

surat murat kaisi kaisi ek nahi par tere jaisi

surat murat kaisi kaisi ek nahi par tere jaisi 

main to hoon sab logon jaisi hay mujhame kya baat hai aisi

geet ke mukhade sa mukhada sangeet se mithe bol

are gaanv mein mach gaya shor 

o saathi gali mein baj gaya dhol

tu naache main gaau tere ghungaru mere bol

o saathi gali mein baj gaya dhol 

are gali mein baj gaya dhol

haay haay meri ungali marodi are tune meri chudi todi

haay haay meri ungali marodi are tune meri chudi todi

chhod  shikaayat lambi chaudi shor jyaada chot hai thodi

maaru ke chhod u tere saath suluk karu kya bol

o o o o gaanv mein are gaanv mein mach gaya shor 

saathi gali mein baj gaya dhol

tu naache main gaau tere ghungaru mere bol

o saathi gali mein baj gaya dhol 

are gali mein baj gaya dhol

bansi bajaye kishan kanhaiya o raadha nache ta ta thaiya 

bansi bajaye kishan kanhaiya o raadha naache ta ta thaiya 

tum kyun pichhe chhupake khade ho 

tum bhi nacho ganga maiya saas bahu sang sang naache toh 

duniya jaye dol are gaanv mein mach gaya shor 

o saathi gali mein baj gaya dhol

tu naache main gaau tere ghungaru mere bol

o saathi gali mein baj gaya dhol

are gaanv mein mach gaya shor 

o saathi gali mein baj gaya dhol 

are gaanv mein mach gaya shor 

o saathi gali mein baj gaya dhol

Explore this song