Roman script

gaadi aati hai koi aayega 
gaadi jaati hai koi jaayega 
gaadi aati hai koi aayega 
gaadi jaati hai koi jaayega 
zindagi ka ye safar hain 
koi khoyega koi payega 
gaadi aati hai koi aayega 
gaadi jaati hai koi jaayega 
zindagi ka ye safar hain 
koi khoyega koi payega 
dil lage fayada kya
bhul ye fayada kya 
yaad rakh le dil ki aadat 
bhul jana bhi musibat 
ho yaad rakh le dil ki aadat 
ho bhul jana bhi musibat 
yaad aana hoga jisko 
yaad aayega dil jalayega 
gaadi aati hai koi aayega 
gaadi jaati hai koi jaayega 
zindagi ka ye safar hain 
koi khoyega koi payega 
dushmani kya dosti kya 
raat kya hain roshni kya 
aadmi hi aadmi hain 
sab yaha par ajnabi hain 
pyas ke is raaste par 
dhup barsegi badal chhayega 
gaadi aati hai koi aayega 
gaadi jaati hai koi jaayega 
zindagi ka ye safar hain 
koi khoyega koi payega 
uska aana ek safar hain 
uska jana ek safar hain 
dur bhi hain paas bhi hain 
kiske bas me zindagi hain 
shabd signalwaal signal 
koi royega koi gayega 
gaadi aati hai koi aayega 
gaadi jaati hai koi jaayega 
zindagi ka ye safar hain 
koi khoyega koi payega 
gaadi aati hai koi aayega 
gaadi jaati hai koi jaayega 
zindagi ka ye safar hain 
koi khoyega koi payega

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suresh Wadkar, Kamlesh Avasthi