Roman script

ho.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana

jaanu main palkon se meh ko chhalkana

main hoon fitoori

dono aakhon se baandhungi tana bana

tera dil ye bharega jurmana

main hoon fitoori

doon main chahat raahat thodi si

pal do pal shohbat thodi si

phisla doon niyat thodi si

haaye!

ho.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana

jaanu main palkon se meh ko chhalkana

main hoon fitoori ae…

ha.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana

jaanu main palkon se meh ko chhalkana

main hoon fitoori

mere iraade hain aadhe se waade hain

mera har rang nirala

jo bhi mila de nazar iss nazar se

bana dil phenkne wala

o… mere iraade hain aadhe se waade hain

mera har rang nirala

haan.. jo bhi mila de nazar iss nazar se

bana dil phenkne wala

doon main aadat rangat thodi si

chamka doon kismat thodi si

fisla doon niyat thodi si

aa.. leke aayi hoon main ishq ja nazrana

jaanu main palkon se meh ko chhalkana

main hoon fitoori

dono aakhon se baandhungi tana bana

tera dil ye bharega jurmana

main hoon fitoori

mera bebaak saaya hai ye bebaak saaya

mera bebaak saaya hai ye bebaak saaya

oh ho daaji baga ji baa sunlo ji ba sunlo daaji ba

karwate tumko bhi ye bebaak ji

Explore this song