Roman script

dil hai chhota sa magar

khwaab iske hain bade

ho na chaahe ye mua aasmaani

farsh pe khade khade

khaali khote sikke hi

jeb mein rahein bhare

par milenge jo sadak pe gire haan

note honge wo khare

thodi dilkashi zyada fantasy

thodi dilkashi zyada fantasy zyada fantasy

uff yama uff yama uff

khud ko dhokha de kabhi

dil ye khud se hi lade

hona chaahe ye mua aasmaani

farsh pe khade khade

thodi dilkashi zyada fantasy

thodi dilkashi zyada fantasy zyada fantasy

uff yama uff yama uff

dil hai chhota sa magar

khwaab iske hain bade

ho na chaahe ye mua aasmaani

farsh pe khade khade x5

Explore this song