Roman script

fariyad meri sun le fariyad meri sun le

fariyad meri sun le jara asma wale

fariyad meri sun le jara asma wale

ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le

jina bhi mufliso ka dushwar kar diya hai

insan ne insan ko insan ne insan ko

lachar kar diya hai lachar kar diya hai

mushkil me prabhu kaun siva tere sambhale

mushkil me prabhu kaun siva tere sambhale

ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le

tufan uth raha hai andher ho gaya hai

tufan uth raha hai andher ho gaya hai

kismat to so gayi hai kya tu bhi so gaya hai

naiya hai ab hamari

naiya hai ab hamari tufan ke hawale

ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le

fariyad meri sun le fariyad meri sun le

fariyad meri sun le jara asman wale

ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le

Explore this song