Roman script

fariyad ko lab pe rok liya par drd ko dil me chupa na sake 

hum apne aapko bhul gaye par yaad kisi ki bhula na sake 

dil tutna tha dil tut gaya takdir ka sikwa kya karte 

dil tutna tha dil tut gaya takdir ka sikwa kya karte 

dil tutna tha dil tut gaya

takdir nahi jab chain nahi takdir ko ruswa kya kate 

dil tutna tha dil tut gaya

gar jante milna mushkil hai hum teri tamnna kyu karte 

hum teri tamnna kyu karte 

jab pyar ke kabil ho na sake fir pyar ka dawa kya karte 

dil tutna tha dil tut gaya

ab dil ko machlna bhul gaya ab dil ko machlna bhul gaya 

aankhon ne rona chhod diya aankhon ne rona chhod diya 

hum aap tamasha ban hi gaye ulfat ka tamasha kya krte

dil tutna tha dil tut gaya

aaram se pehlu me reh na saka aur dil ki kahani keh na saka

aur dil ki kahani keh na saka jo aankhon me aasu beh na saka 

us katre ko dariya kya karte 

dil tutna tha dil tut gaya takdir ka sikwa kya karte 

dil tutna tha dil tut gaya

Explore this song