Roman script

kayamat aa gayi apno me bhi 

aaj muh ko moda hai mujhe is badnsibi ne 

kaha pe lake choda hai

fariyad hai tumse meri ya shahe madina

fariyad hai tumse meri ya shahe madina

dube na sakina mera dube na sakina

fariyad hai tumse meri ya shahe madina

mangi khushi to or khtawar ban gayi

dunia ki mai najar me gunehgar ban gayi

rashme dua ke chehre ki diwar ban gayi

dunia ne mera sab rasta aaj hai china ya shahe madina

dube na sakina mera dube na sakina

fariyad hai tumse meri ya shahe madina

mera suhag ujada chaman bhi to jal gaya

mehandi ka rang nur bhi ashko me dhul gaya

mujhko bhawar me chhod kar manjhi nikal gaya

aaho se hila du kahi arsh ka jina ya shahe madina

dube na sakina mera dube na sakina

fariyad hai tumse meri ya shahe madina

deti hu tumhe aali payambar ka wasta

masum se ashwar ali akbar ka wasta

jiske wasul dohrati chaadar ka wasta

aao madad ko meri ye muskil hua jina ya shahe madina

dube na sakina mera dube na sakina

fariyad hai fariyad hai fariyad hai 

fariyad hai tumse meri ya shahe madina

Explore this song