Roman script

farishta nahin main, farishta nahin main

farishta nahin main

jo ishq na kar sakun

farishta nahin main, farishta nahin main

farishta nahin main

jo ishq na kar sakun, jo ishq na kar sakun

jo ishq na kar sakun

kitaabo mein lipati hui

koyi main kahani nahin

kitaabo mein lipati hui

koyi main kahani nahin

main jinda fasaana tera

meri aankhon mein saanse leti hai ek jindagi

masiha nahi hoon, masiha nahi hoon

masiha nahi hoon

jo ishq na kar sakun, jo ishq na kar sakun

jo ishq na kar sakun

kinaaro pe duba hoon main

wafaao mein uljha hoon main

kinaaro pe duba hoon main

wafaao mein uljha hoon main

tera hi junoon hai mujhe

teri yaadon ko sajda karti hai aawaaragi

main lamha nahin hoon, main lamha nahin hoon

main lamha nahin hoon

jo phir na aa saku, jo phir na aa saku

jo phir na aa saku

Explore this song