Roman script

Kya bala hai, Kya khala hai

Kya khudi mein jala

Kya bujha phir, Kya dhuaan yeh

Raat mein ghulta

Ae saanse faana hai, Fareeda..aa

Ae saanse faana hai Fareeda..aa

Ae saanse faana hai Fareeda..oh

Kal mere kareeb tha khuda

Kal mere kareeb tha khuda

Aur nasheen rango fiza

Raasta peeron jahaan

Aalam bhi khushnuma tha..

Kya hua jaan, Tum gaye jo

Hum dil ki pardo mein

Kab subah ki pehel hogi

Ummeedon ke arshon mein

Shareeda

Fareeda

Fareeda

Explore this song