Roman script

faisla tumko bhul jane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

ik naya khwab hai diwane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

ik naya khwab hai diwane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

dil kali kaa laraj laraj utha

dil kali kaa laraj laraj utha

jikr tha phir bahaar aane kaa

jikr tha phir bahaar aane kaa

ik naya khwab hai diwane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

hausla kam kisi me hota hai

jeet kar kud hi haar jane kaa

hausla kam kisi me hota hai

jeet kar kud hi haar jane kaa

ik naya khwab hai diwane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

jindagi kat gayi manaate hue

jindagi kat gayi manaate hue

ab irada hai ruth jane kaa

ab irada hai ruth jane kaa

ik naya khwab hai diwane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

aap shahjaad ki naa fikr kare

aap shahjaad ki naa fikr kare

wo to aadi hai jkham khane kaa

wo to aadi hai jkham khane kaa

ik naya khwab hai diwane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

ik naya khwab hai diwane kaa

faisla tumko bhul jane kaa

Explore this song