Roman script

kuchh galatiyaan majburiyaan, kuchh aansu beh gaye

in raahon mein hum gumshuda na jaane kyun huye

faasaley dil ke yeh faasaley ho gaye

hai pata bheed mein hum kahin kho gaye

in raahon mein hum gumshuda na jaane kyun huye

faasaley dil ke yeh faasaley ho gaye

ho ho ho

din yeh dehlaayega shaam bhi rulaayegi

ghum ki bundon se yeh raat kat jaayegi

kuchh naye rishton se phir se dil sambhal jaayega

kuchh galatiyaan majburiyaan, kuchh aansu beh gaye

faasaley jo huye raaste kuchh naye mil gaye, mil gaye

jo kal bheed mein phir se hum mil gaye

kal ki yaadon ke sang muskura lenge hum

ghum na kar faaslein toh hone hi hain

faasaley jo huye raaste kuchh naye mil gaye

raaste kuchh naye mil gaye, mil gaye, mil gaye raaste mil gaye,,,

Explore this song