Roman script

are ham hai khiladi baaki anadi

jeb mein hamari hai duniya sari

duniya saari duniya sari

hum to bhi aati hai ye duniyadaari

humse hai duniya hum sab pe bhari

are sunlo videshi omesh

sun lo videshi omesh

english ki taay taay fiss

english ki taay taay fiss

desh mein hamare swagat tumhaara

atithi hai bhagwan hamara

na karna yahan koi manmaani

warna pyasa bhi na mangega paani

warna pyasa bhi na mangega paani

warna pyasa bhi na mangega paani

hey sun lo oo bhure baalo wale

hum kaale hai par hai dilwale

nahi chalegi hi bye kiss

nahi chalegi hi bye kiss

are english ki taay taay fiss

teri english ki taay taay fiss

are dimag ki batti ka ud gaya fuse

angreji bhansa mein kiya confuse

na hai kitabo mein bhansa ye desi

maan lo hamari baat babu videshi

babu videshi babu videshi

maan lo hamari baat babu videshi

dimag ki batti ka ud gaya fuse

angreji bhansa mein kiya confuse

na hai kitabo mein bhansa ye desi

maan lo hamari baat babu videshi

samajh mein aaye na mushkil hai kaisi

angreji ki to aisi ki taisi

angreji ki to aisi ki taisi

are dimag ko na itna ghiss

haye dimag ko na itna ghiss

english ki taay taay fiss

are english ki taay taay fiss

ha english ki taay taay fiss

are english ki taay taay fiss

english ki taay taay fiss

Explore this song