Roman script

he english gana russi gana gane upar gana

english gana russi gana gane upar gana

ladki dekh ke siti mare ladka hai diwana

ladki diwani machalne lagi hai

ladki diwani machalne lagi hai

badh chad ke bate dekho karne lagi hai

ladki diwani machalne lagi hai

badh chad ke bate dekho karne lagi hai

aaj kal ke in ladko ka kam hai aish udana

aaj kal ke in ladko ka kam hai aish udana

cigrate pina vigrate pina muh se dhua udana

maa bap ke mehnat ki daulat ko aag lagana

aaj kal ki ladkiyo ka dekho ye zamana

aaj kal ki ladkiyo ka dekho ye zamana

fashion karna vashion karna sasu ko satana

beuty parlor roz sham ko inka hai thikana

he english gana russi gana gane upar gana

english gana russi gana gane upar gana

ladki dekh ke siti mare ladka hai diwana

dekh ke kamre me ladki ko jhake ye khidki se

dekh ke kamre me ladki ko jhake ye khidki se

chup chup aankh matakka ye karte hai har ladki se

idhar se dekhe udhar se dekhe kamre me ghush jana

fur fur karti firti hai ye rang birangi kudiya

fur fur karti firti hai ye rang birangi kudiya

kana jhumke jal ko lekar ud jati hai chidiya

badi syani hai ye kudiya aaj ye hamne jana

he english gana russi gana gane upar gana

english gana russi gana gane upar gana

ladki dekh ke siti mare ladka hai diwana

ladki diwani machalne lagi hai

ladki diwani machalne lagi hai

badh chad ke bate dekho karne lagi hai

ladki diwani machalne lagi hai

badh chad ke bate dekho karne lagi hai

Explore this song