Roman script

ek tum ho jise

hum to kabhi yaad na aaye

ek tum ho jise

hum to kabhi yaad na aaye

ek hum hai jo tumhe kabhi bhul na paye

ek tum ho jise

hum to kabhi yaad na aaye

tum aankho se jaan sake na aankho ki bhasha

hum bhi tumse kah na paye

man ki abhilasha

tum aankho se jaan sake na aankho ki bhasha

hum bhi tumse kah na paye

man ki abhilasha

is uljhan ko aakhir koi kaise suljhaye

andekhi ye agan hai koi kaise bujhaye

ek tum ho jise

hum to kabhi yaad na aaye

anjane me baandh liya hai tumse jo bandhan

us bandhan ke sath bandhi hai

dil ki har dhadkan

anjane me baandh liya hai tumse jo bandhan

us bandhan ke sath bandhi hai

dil ki har dhadkan

saanso ke sang naam tumhara hum to feraye

ye baate koi kaise ab tumko samjhaye

ek tum ho jise

hum to kabhi yaad na aaye

ek hum hai jo tumhe kabhi bhul na paye

ek tum ho jise

hum to kabhi yaad na aaye

Explore this song