Roman script

kaga sab tan khaiyo mera chun chun khaiyo maans

mere do naina mat khaiyo mohe piya milan ki aas

ek toota tara hu

ha taara hu

kaisa awara hu

awara hu

dil hai deewana mera

gham hai khajana mera

kismat ka mara hu

ek toota tara hu

ha taara hu

kaisa awara hu

awara hu

jo mai ye janti, ki preet kiye dukh hoye 

nagari dhol nahi pitati, ki preet ki nagri ho koi

tere kadmo ke niche

main apne nain bichhau

dil ki tamanna hai ye

main tere kaam aa jau

ho par kaise badlegi ye

hatho ki chand lakire

toote bhi na tootegi

kismat ki ye zanjire

kaisa majbur huwa

toot ke main chur huwa

main besahara hu

ek toota tara hu

ha taara hu

kaisa awara hu

awara hu

preet karo to aisi karo ki jaisi kare kapaas

jeevan bhar to tan dhake, marke na chhode taar

ek din ye jaan nyochhavar

ha tujhpe kar dungi main

inhi aankho ke moti

daman mein bhar lungi main

kaise batenga koi

mere dil ki tanhai

le de ke ek khushi bhi

mujhko wo raash na aayi

jeene ka bahana mera

gujara zamana mera

dil apna hara hu

ek toota tara hu

ha taara hu

kaisa awara hu

awara hu

Explore this song