Roman script

ek teri nazar ek meri nazar 
ek teri nazar ek meri nazar 
kyu lad gayi aapas me
kyu lad gayi aapas me
ek tera dil ek mera dil
phir dono rahe na bas me
kaho ye pyar nahi to kya 
kaho ye pyar nahi to kya hai
kuch tumne kaha kuch humne kaha
kuch dil se dil ki bat huyi 
malum huya na dono ko 
kab din nikla kab rat huyi
aankho hi aankho me humne
kuch kha li aisi kasme
kaho ye pyar nahi to kya 
kaho ye pyar nahi to kya hai
ek teri nazar ek meri nazar 
ek teri nazar ek meri nazar 
kyu lad gayi aapas me
kyu lad gayi aapas me
ek tera dil ek mera dil
phir dono rahe na bas me
kaho ye pyar nahi to kya 
kaho ye pyar nahi to kya hai
kuch kah  bhi gaye kuch kah na sake
kuch kahne ka arman bhi hai
hum us manjil par aa nikle
jo mushkil bhi aasan bhi hai
is duniya me dekhi humne aas nirali
kaho ye pyar nahi to kya 
kaho ye pyar nahi to kya hai
ek teri nazar ek meri nazar 
ek teri nazar ek meri nazar 
kyu lad gayi aapas me
kyu lad gayi aapas me
ek tera dil ek mera dil
phir dono rahe na bas me
kaho ye pyar nahi to kya 
kaho ye pyar nahi to kya hai

Song details

Song video

Watch on YouTube