Roman script

ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara jamana hai

aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf sara jamana hai

aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

jor kitna bhala is jamane me hai

josh kitna bhala dil diwane me hai

jor kitna bhala is jamane me hai

josh kitna bhala dil diwane me hai

aaj ye aazmana hai

aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi

ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi

aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi

pyar aisa diwana hai

aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya

hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya

sath jine ka marne ka wada kiya, wada kiya

ab ye wada nibhana hai

aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara zamana hai

aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai

Explore this song