Roman script

ek siwa tere main kya sochun?

ab siwa tere main kya dekhun?

tu mujhme itna bikhra hai

rooh tak tu meri utra hai

meri chahat ka ye vaada hai

tu mujhme mujhse jyada hai

hmm..ek siwa tere main kya sochun?

ab siwa tere main kya dekhun?

tu mujhme itna bikhra hai

rooh tak tu meri utra hai

meri chahat ka ye vaada hai

tu mujhme mujhse jyada hai

lyricsbogie.com

bekhudi ka tu sahaara ban gaya hai indino

tu tasalli ka kinara ban gaya hai indino

ab tujhe paake main kya chahun?

bas tera hoke jiye jaaun

tu meri subah ka taara hai

khaali raaton ka gujara hai

meri chahat ka ye vaada hai

tu mujhme mujhse jyada hai

meri har ek saans teri saans se ab jud gayi

behte bhete meri dhadkan teri tarfa mud gayi

main tera saaya sada paun

khud mein kuch harpal aa paun

dil fida tujhpar humara hai

teri khatir sab ganwara hai

meri chahat ka ye vaada hai

tu mujhme mujhse jyada hai.

Explore this song