Roman script

ek shola bhadkega ek patanga tadpega

aaj ki raat ki baat na puchho

ek shola bhadkega ek patanga tadpega

aaj ki raat ki baat na puchho

ek shola bhadkega 

abhi to rang bandha hai fasane ka

abhi to rang bandha hai fasane ka

koi sama hai ye chhod ke jane ka

raat hai baki, baat hai baki

aate hi aayega ji pyar ka maja

ek shola bhadkega ek patanga tadpega

aaj ki raat ki baat na puchho

ek shola bhadkega 

dekho to pyare abhi se khafa kya ho

dekho to pyare abhi se khafa kya ho

aage aage jara pichhe kya kya ho

aaj humare aayi hai baahe

aayega ab takrar ka maja

ek shola bhadkega ek patanga tadpega

aaj ki raat ki baat na puchho

ek shola bhadkega 

tum pe bhi dard ki kaali ghata chhayi

tum pe bhi dard ki kaali ghata chhayi

hum pe chhuri koi tum pe bhi kam aayi

dil hi akele kyu dukh jhele

tumko bhi aaye inkaar ka maja

ek shola bhadkega ek patanga tadpega

aaj ki raat ki baat na puchho

ek shola bhadkega

Explore this song