Roman script

ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha

raz ki bate kise batau zam pyar ka kise pilau

are hai koi diwana are hai koi diwana

are hai koi diwana dil ka fasana sune jo mera

ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha

aise na aa mujhko na sata haye na mujhkjo jala

dekh idhar bhi zara baho ka har bana

ek shama jale kaha parvano ki are bhid yaha

kehti hai ye kali ghata thodi si moh ko laga

isse hai nafrat agar labo se tu mere pi ja

kehti hai ye kali ghata thodi si moh ko laga

isse hai nafrat agar labo se tu mere pi ja

ek shama jale kaha parvano ki are bhid yaha

raz ki bate kise batau zam pyar ka kise pilau

are hai koi diwana are hai koi diwana

are hai koi diwana dil ka fasana sune jo mera

ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha

Explore this song