Roman script

ek shama hai mehfil me parwane hazaro hai
parwane hazaro hai wo laila hu main jiske 
wo laila hu main jiske diwane hazaro hai
diwane hazaro hai ek shama ek shama
har aankh me ghar mera har aankh me ghar mera
har dil ko talab meri
har dil ko talab meri har dil ko talab meri 
but ek hu main lekin
but ek hu main lekin butkhane hazaro hai
but khane hazaro hai ek shama ek shama

Song details

Song video

Watch on YouTube