Roman script

ek shaks raaste me kahin chhut gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

ek shaks raaste me kahin chhut gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

woh shaks jiske kaandhe pe sir rakhe mai soya

sine se lagke jiske kayi baar mai roya

jiski julfo ke khushbuo me raato mai khoya

jis jism ki barsat me yeh jism bhigoya

ek din kisi baat pe jab woh ruth gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

ek din kisi baat pe jab woh ruth gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

ek shaks raaste me kahin chhut gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

rehta hu kaid ab bhi jiski yaado ke pehre me

hai labz jiska jinda meri baaho ke ghere me

jiske khwabo ko maine nind me sanjoya

jiske ashko ko maine apni aankho pe piroya

ek din kisi baat pe jab woh ruth gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

ek din kisi baat pe jab woh ruth gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

ek shaks raaste me kahin chhut gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

ek shaks raaste me kahin chhut gaya tha

us haadse ke baad, yeh dil tut gaya tha

ek shaks raaste me raaste me

Explore this song