Roman script

ek samay ki baat dhyan me baithe

shankar mahayati kaliya chunti 

jhum jhum kar gati thi ye parvati

sati ka pati se hi samman

pati hai patni ka bhagwan

geet ye jiwan ka geet ye jiwan ka

sati ka pati se hi samman

pati hai patni ka bahgwan

geet ye jiwan ka geet ye jiwan ka

pati ki mahima prabhu ki mahima

jiwan ka sangeet hai preet sapno ki 

karat aarti ye prano ka geet hai

pati ki mahima parbhu ki mahima

jiwan ka sangeet hai preet sapno ki 

karat aarti ye prano ka geet hai

jiwan dhan ka diya prabhu ne nari ko wardan

geet ye jiwan ka geet ye jiwan ka

sati ka pati se hi samman

pati hai patni ka bhagwan

geet ye jiwan ka geet ye jiwan ka

pati puja ka deep hai man mandir ki mala 

pati puja ka deep hai man mandir ki mala 

piya nam ka diya jagaye jiwan me ujiyala 

ho jiwan me ujiyala

bina pati ke kaha sati ka hota hai kalyan 

geet ye jiwan ka geet ye jiwan ka

sati ka pati se hi samman

pati hai patni ka bahgwan

geet ye jiwan ka geet ye jiwan ka

sati ka pati se hi samman

pati hai patni ka bahgwan

geet ye jiwan ka geet ye jiwan ka

Explore this song