Roman script

ek safar hai jindagi

ek safar hai jindagi

raahein iski aasa nahi

gam ke mausam aate jaaye

musafir rukte nahi

ek safar hai, ek safar hai

ek safar hai jindagi

aansuo ka pehra

aankho se hatta nahi

dard ka silsila ruke na kahin

kyu andhera dukho ka

chhata nahi

kya kaarva gamo ka rukega kahin

kya kaarva gamo ka rukega kahin

Explore this song