Roman script

ek rupaya, ek rupaya doge do do kaam karungi

ek rupaya doge do do kaam karungi

o pahle gaana gaaungi 

pahle gaana gaaungi phir salaam karungi

ek rupaya, ek rupaya doge do do kaam karungi

ho, do do kaam karungi

zara chadhti jawani ke nazare dekhna

zara chadhti jawani ke nazare dekhna

are jalwe ye jalwe kanware dekhna

main to ankhiyo me bhar dungi mithe sapne

kuch hai tumhare kuch mere apne

are jo bhi karungi 

ha ha jo bhi karungi khule aam karungi

ek rupaya, ek rupaya doge do do kaam karungi

ho, do do kaam karungi

mere gaalo pe julf jo machal jayegi

mere gaalo pe julf jo machal jayegi

are kaiyo ki niyat badal jayegi

meri patli kamar me to loch aayegi

diwaane dilo ko ye tadapayegi

ho main to raato ki nindiya

main to raato ki nindiya haram karungi

ek rupaya, ek rupaya doge do do kaam karungi

ek rupaya doge do do kaam karungi

o pahle gaana gaaungi 

pahle gaana gaaungi phir salaam karungi

ek rupaya, ek rupaya doge do do kaam karungi

ho, do do kaam karungi

Explore this song