Roman script

ek raje ka beta lekar udane wala ghoda 
ek raje ka beta lekar udane wala ghoda 
desh desh ki sair ki khatir apne ghar se nikla 
udte udte chalte chalte thak gaye uske paon 
udte udte chalte chalte thak gaye uske paon 
ho ith jakar baith gaya wo dekh ke thandi chaon 
ho ith jakar baith gaya wo dekh ke thandi chaon 
itne mein honi ne apni bansi waha bajai 
itne mein honi ne apni bansi waha bajai 
jisko sunkar pariyo ki shahjadi daudi aai

Song details

Song video

Watch on YouTube