Roman script

ek raaje betaa le kar 

udane waalaa ghodaa 

ek raaje betaa le kar 

udane waalaa ghodaa 

desh-desh ki sair ki khaatir 

apne ghar se niklaa 

desh-desh ki sair ki khaatir 

apne ghar se niklaa 

udte-udte chalte-chalte

thake jo uske paanv 

udte-udte chalte-chalte

thake jo uske paanv 

to ek jaa par baith gayaa 

wo dekh ke thandi chhaanv 

to ek jaa par baith gayaa 

wo dekh ke thandi chhaanv 

itne me honi ne apni 

basi vahaan bajaai 

itae me honi ne apni 

basi vahaan bajaai 

jisko sun kar pariyo ki 

shahajaadi daudi aai

jisko sun kar pariyo ki 

shahajaadi daudi aai

Explore this song