Roman script

ek pardesi man bhaya 

mere man mere man, bhaya re 

ho use apna kahu ya sapana 

ho use apna kahu ya sapana 

akhiyan me aan samana 

jo jaan jo aan samye re 

use apna kahu ya sapana 

ho use apna kahu ya sapana 

msn bolr yr teri bhul hain

man bole man bole ye teri bhul hain 

tu un charno ki dhul hian 

tu un charno ki dhul hain 

par mujhko samajh naa aaya

samajh na samjh na aaya re

use apna kahu ya sapana 

ho use apna kahu ya sapana

ho o o o o

main aake sambhal na paau re 

main aake, main aake sambhal na paau re

main jhumu re balkhau re 

main jhumu re balkhau re

jisne ye jaadu jagaya re 

ye jaadu ye jaadu jagaya re 

use apna kahu ya sapana 

ho use apna kahu ya sapana 

ho o o o o 

mera un sang itana nata re 

ho mera un, mera un sang itana nata re

unhe dekhe man khil jata re 

unhe dekhe man khil jata re

jise dekh jiya lahraya 

ki jiyara ki jiya lahraya lahraya re 

use apna kahu ya sapana 

ho use apna kahu ya sapana 

ek pardeshi man bhaya  

mere man mere man, bhaya re 

ho use apna kahu ya sapana 

ho use apna kahu ya sapana

Explore this song