Roman script

ek pal gamo ka dariya ek pal khushi ka dariya

rukhta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya

aankhe thi wo kisi ki ya khawab ke zanjire

aankhe thi wo kisi ki ya khawab ke zanjire

aawaj thi kisi ki ya ragini ka dariya

ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya

ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya

rukhta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya

is dil ki wadiyo me ab khak ud rahi hai

is dil ki wadiyo me ab khak ud rahi hai

bheta yahi tha phele ek ashiki ka dariya

ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya

thamta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya

kirno me hai ve lehre ya lehro me hai kirne

kirno me hai ve lehre ya lehro me hai kirne

dariya ke chadni hai ya chandni ka dariya

ek pal ghamo ka dariya ek pal kushi ka dariya

thamta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya

ye zindagi ka dariya ye zindagi ka dariya

Explore this song