Roman script

main hun teri diwaani

tune kadar na meri jaani

ek pal aaja re maahiya

ho ek pal aaja re maahiya

ek pal aaja re maahiya

ho ek pal aaja re maahiya

sun meri diljaani

mere dil ne ek na maani

le main aa gaya ni baliya

o le main aa gaya ni baliya

le main aa gaya ni baliya

o le main aa gaya ni baliya

tu aaya to chha gayi mujhpe

tere pyaar ki masti

na jaane ye teri diwaani

kitna aur tarasti

tu aaya to chha gayi mujhpe

tere pyaar ki masti

na jaane ye teri diwaani

kitna aur tarasti

pyaar ka mausam mehak utha hai ho

pyaar ka mausam mehak utha hai

rut hai badi suhaani

ek pal aaja re maahiya

ho ek pal aaja re maahiya

ek pal aaja re maahiya

ho ek pal aaja re maahiya

ye mera dil tod saka na

tere pyaar ke dhaage

jaha teri ab marji le chal

main pichhe tu aage

ye mera dil tod saka na

tere pyaar ke dhaage

jaha teri ab marji le chal

main pichhe tu aage

mere dil me jaag uthi hai ho

mere dil me jaag uthi hai

teri preet puraani

le main aa gaya ni baliya

o le main aa gaya ni baliya

le main aa gaya ni baliya

o le main aa gaya ni baliya

Explore this song