Roman script

ek pagle se pad gaya pala

mujhe ram bachaye

ek pagle se pad gaya pala

mujhe ram bachaye

ho tera ye anreji fashion mujhko na bhaye

mere na baal kata, na bindiya mita

tu maan ja dhola

mere na baal kata, na bindiya mita

tu maan ja dhola

ek pagle se pad gaya pala

mujhe ram bachaye

sune mere hath hai, na maang meri sindur hai

ye pahnawa balma na dil ko mere manjur hai

ghunghat me rahe joru, lage wo pyara fashion

bin aanchal ke ho jaye rup aanwara, chhi

mere na baal kata, na bindiya mita

tu maan ja dhola

mere na baal kata, na bindiya mita

tu maan ja dhola

ek pagle se pad gaya pala

mujhe ram bachaye

ho tera ye anreji fashion mujhko na bhaye

chham chham jab payal baje

dilwale dil ko hara de

chudi ki jhankar pe jo jaagte raat gujar de

tujhe meri aankh ka kajra pass bulaye

hoye hoye hoye

is bindiya se to chand bhi sharma jaye

mere na baal kata, na bindiya mita

tu maan ja dhola

mere na baal kata, na bindiya mita

tu maan ja dhola

Explore this song