Roman script

ek number ka ladka

ek number ki ladki

ek number ka ladka

tu ru ru ru ru ru

aaha u aaha u aaha u tu ru ru

aaha u aaha u aaha u tu ru ru

ek number ki ladki, aaha aaha

ek number ki ladki, aaha aaha

sar se paanv tak sunder

husn ka hai tu samander

sar se paanv tak sunder

husn ka hai tu samander

sari hi ladkiya me gauri tera pahla number

ek number ka ladka, aaha aaha

ek number ka ladka, aaha aaha

har hunar hai tere ander

pyar ka tu hai samander

har hunar hai tere ander

pyar ka tu hai samander

sare hi ladko me chhaila tera pahla number

ek number ki ladki, aaha aaha

hey ek number ka ladka, aaha aaha

ek number ka ladka

ek number ki ladki

phulo ki rani, taaro ki rani

tum hi ho

pyar ki rani, rup ki rani

tum hi ho

rajnigandha, gadlijangha tum ho ras ki ganga

man ek moti tan ek jyoti

main hu jiska patanga

banka naujawa tu

ab tak tha kahan tu

tujhko dhundhti thi ye teri, ye meri naujawani

aaha aaha aaha aaha

ek number ki ladki, aaha aaha

hey ek number ka ladka, aaha aaha

pyar ki rishte, dil ke farishte

tum hi to ho

man me hanste, sapno me baste

tum hi to ho

lakho hai ladke sabse badhke

maine tujhko paya

dekhti rah gayi main to bah gayi

samne jab tu aaya

khuda se bhi surat teri jaisi

ab na ban sakegi

ye chhata ye ada ye rawani

aaha aaha aaha aaha

ek number ka ladka, aaha aaha

hey ek number ka ladka, aaha aaha

sar se paanv tak sunder

husn ka hai tu samander

sari hi ladkiya me gauri tera pahla number

ek number ki ladki, aaha aaha

ek number ka ladka, aaha aaha

aaha aaha aaha aaha aaha aaha

Explore this song