Roman script

ek najar wo yaad hai unki

jisne dil par waar kiya 

ek najar wo yaad hai unki

jisne dil par waar kiya 

ek najar ab dekh ke rou

haye re kyo pyar kiya

ek najar wo yaad hai 

ek najar ne ek nayi

duniya hi basa di mere liye

ek najar ne ek nayi

duniya hi basa di mere liye

ek najar ne sari duniya se

hamko bejaar kiya

ek najar wo yaad hai 

ek najar mein sau sau armaan

dekhe the un aankhi mein

ek najar mein sau sau armaan

dekhe the un aankhi mein

un aankho ki ek najar ne

jina bhi dushwar kiya

ek najar wo yaad hai unki

jisne dil par waar kiya

ek najar wo yaad hai

Explore this song