Roman script

laagi laagi sab kahe laagi buri bala 

laagi laagi sab kahe laagi buri bala 

laagi tab hi janiye ki yaar paar ho jaye 

ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya 

ek najar ek najar ek najar 

jab yaar ne dekha deewana kar diya 

ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya 

yu mere yyu mere yu mere dildar ne 

dekha deewana kar diya 

yu mere dildar ne dekha deewana kar diya 

ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya 

tu to bhayi hai prem deewani tera dard na jane koi 

ghayal ki ghav ghayal jane aur na jane koi 

dil mein uske naam ki bajane lagi shahnayiya

aap hi ye dhadkane mene lagi angadayiya 

aise uske pyar ne dekha deewana kar diya 

yu mere dildar ne dekha deewana kar diya 

ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya 

har najar uski wafa ka jam banakar rah gayi

aarju-e-ishq ka paigaam banakar rah gayi 

jhumkar main haar gayi dekha deewana kar diya 

yu mere dildar ne dekha deewana kar diya 

ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya 

jindgi ka aayina shakle badal kar rah gaya 

dil kuch kare koi jaise dil ki baate kah gaya 

kya mere sarkar ne dekha deewana kar diya 

yu mere dildar ne dekha deewana kar diya 

ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya

Explore this song