Roman script

ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya

jhum jhum aanand manao 

aaj khushi ka din aaya

jhilmil jhilmil deepak chamke

jagmag jagmag diwali

jagmag jagmag diwali diwali diwali

sone ke dwaro pe bandhe toran koi matwali

toran koi matwali matwali ho matwali

bago me hariyali chayi phulo ka man muskaya

bago me hariyali chayi phulo ka man muskaya

ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya

ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya

kahi nachati chail chhabili payal ki jhankar kahi

payal ki jhankar kahi

kahi chand sa mukhda damke 

rangan ki bayochar kahi

kahi chand sa mukhda damke 

rangan ki bayochar kahi

rangan ki bayochar kahi

dagar dagar me dhum machi hai 

sukh ka sagar lahraya

dagar dagar me dhum machi hai 

sukh ka sagar lahraya

ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya

ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya

raj dware nar nari jaye naye naye singaar kiye

mangal geet nariya gaye aasha ka sansar liye

nagar nagar ke raja aaye 

jinhe dekh man harshaya

nagar nagar ke raja aaye 

jinhe dekh man harshaya

ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya

ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya

Explore this song