Roman script

ik naya aasma aa gaye do dil jaha

ik naya aasma aa gaye do dil jaha

ab hawa bhi nahi tere mere darmiya

ye jindagi aayi kaha aayi kaha

ye jindagi aayi kaha aayi kaha

ik naya aasma aa gaye do dil jaha

ik naya aasma aa gaye do dil jaha

ab hawa bhi nahi tere mere darmiya

ye jindagi aayi kaha aayi kaha

ye jindagi aayi kaha aayi kaha

mai wahi tum wahi fir bhi sab kuch naya

ek ajab dhang se dil dhadkane laga

sanso ki aanch se dil pighal jayega

yu na dekho mujhe dam nikal jayega

is kadar badh gayi aaj najdikiya

is kadar badh gayi aaj najdikiya

ab hawa bhi nahi tere mere darmiya

ye jindagi, ye jindagi aayi kaha aayi kaha

ye jindagi, ye jindagi aayi kaha aayi kaha

har tamnna kahe bhar lo aaghosh me

aaj rahne na do mujhko tum hosh me

koi pahra nahi apne jajbat par

hasrato ki juba bolti hai najar

kah rahi hai hame hotho ki narmiya

kah rahi hai hame hotho ki narmiya

ab hawa bhi nahi tere mere darmiya

ye jindagi, ye jindagi aayi kaha aayi kaha

ye jindagi, ye jindagi aayi kaha aayi kaha

ik naya aasma aa gaye do dil jaha

ik naya aasma aa gaye do dil jaha

ab hawa bhi nahi tere mere darmaya

ye jindagi aayi kaha aayi kaha

ye jindagi aayi kaha aayi kaha

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song