Roman script

ek musafir hu mai ek musafir hai tu
apna ghar hai kaha humko jana kaha
kon jane yaha humko jana kaha
kon jane yaha ek musafir hu mai
ek musafir hai tu apna ghar hai kaha
humko jana kaha kon jane yaha
humko jana kaha kon jane yaha
aaj to geet gale kal ki kiso khabar 
aaj to geet gale kal ki kiso khabar 
kuch bhi malum nahi khatam ho kab safar
ek parinda hu mai ek parinda hai tu
hai basera kaha hai savera kaha
kon jane yaha hai savera kaha kon jane yaha
ye madur chandni aake pile jara
ye madur chandni aake pile jara
rup ke gav me aake jile jara
ek dhara hu mai ek dhara hai tu apna utkam kaha 
apna sangham kaha kon jane yaha
apna sangham kaha kon jane yaha
kal mile the yahi aaj hum kho gaye 
kal mile the yahi aaj hum kho gaye 
hadse yu huye kya se kya ho gaye
ek khilona hu mai ek khilona hai tu
tutna hai kaha hai bhikrna kaha
kon jane yaha hai bhikrna kaha kon jane yaha
ek musafir hu mai ek musafir hai tu
apna ghar hai kaha humko jana kaha
kon jane yaha humko jana kaha kon jane yaha

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Manhar Udhas