Roman script

ek muamma hai

ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka

ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka

jindagi kahe ko hai

jindagi kahe ko hai khwab hai diwane ka

ek muamma hai samjhne ka na samjhane ka

aur suniye mohtarma farmate hai

husn hai jaat meri ishq sifat  hai meri

husn hai jaat meri ishq sifat hai meri

hu to mai haye

hu to mai shama magar besh hai parvane ka

hu to mai shama magar besh hai parvane ka

Explore this song