Roman script

ek mithi najar phul barsa gayi

ek mithi najar phul barsa gayi

meri duniya me jaise bahar aa gayi

o meri duniya me jaise bahar aa gayi

jane kya soch kar aankh sharma gayi

jane kya soch kar aankh sharma gayi

meri duniya me jaise bahar aa gayi

o meri duniya me jaise bahar aa gayi

jane ye kise dil me mere cheda khushi ka tarana

jadu jaga ke kisne badla na jane mera fasana 

mara re aisa tikha tire najar hara re mai to apna dilo jigar

o ban gaya mai kisi ka nisana

ek banki ada dil ko tadpa gayi

ek banki ada dil ko tadpa gayi

meri duniya me jaise bahar aa gayi

o meri duniya me jaise bahar aa gayi

raho me meri koi aaya le ke khushi ka najara

paya hai maine jindgi me ek khubsurt sahara

dekho ji pyare pyare mere sanam

tum hi ho bhole bhale mere balam

o dil ne samjha hai dil ka isara

pyar ki rut suhani mujhe bha gayi

pyar ki rut suhani mujhe bha gayi

meri duniya me jaise bahar aa gayi

o meri duniya me jaise bahar aa gayi

Explore this song