Roman script

ek masoom sa dil ye mera

ho ek masoom sa dil ye mera

mere saajan ne chura liya

mere saajan ne chura liya

mere saajan ne chura liya

ek masoom sa chehra tera 

ho ek masoom sa chehra tera 

mujhe deewana bana diya

mujhe deewana bana diya

mujhe deewana bana diya

na chain hai, na hosh hai

issme mera, kya dosh hai

inkaar se, ikraar se

loota mujhe tune pyaar se

neend aur karaar aur sapna mera 

ho neend aur karaar aur sapna mera 

mere saajan ne chura liya

mere saajan ne chura liya

mere saajan ne chura liya

kuch dard hai, kuch pyaas hai

kya khub ye ehsaas hai

chayi hai kya ye bekhudi

kaisi hai ye deewangi

yu chhup chhupake hasna tera 

yu chhup chhupake hasna tera

mujhe deewana bana diya

mujhe deewana bana diya

mujhe deewana bana diya

ek masoom sa dil ye mera

ho ek masoom sa dil ye mera

mere saajan ne chura liya

mere saajan ne chura liya

mere saajan ne chura liya

mujhe deewana bana diya

mujhe deewana bana diya

Explore this song