Roman script

ek masoom kali jo baharo me pali 
ek masoom kali jo baharo me pali
chhod gulshan ki gali dil ki doli me chali 

ae mohabbat main chali, ae mohabbat main chali 

lut gayi aaj yun main hay usne luta bhi nahi 
ho lut gayi aaj yun main hay usne luta bhi nahi 
shisha pathar pe gira aur tuta bhi nahi 
shisha pathar pe gira aur tuta bhi nahi 
hay tuta bhi nahi 
ek masoom kali jo baharo me pali 
ek masoom kali jo baharo me pali
chhod gulshan ki gali dil ki doli me chali 
chhod gulshan ki gali dil ki doli me chali 
ae mohabbat main chali, ae mohabbat main chali 
ae mohabbat main chali, ae mohabbat main chali
ae najaaro meri dhadkan ko sahaara de do 

dubte dil ko mohabbat ka kinaara de do
dubte dil ko mohabbat ka kinaara de do 
ho kinaara dedo
ek masoom kali jo baharo me pali 
ek masoom kali jo baharo me pali
chhod gulshan ki gali dil ki doli me chali 
chhod gulshan ki gali dil ki doli me chali 
ae mohabbat main chali, ae mohabbat main chali 
ae mohabbat main chali, ae mohabbat main chali
dil lagi shamma se ki hay kaise parwaano ne 
ho dil lagi shamma se ki hay kaise parwaano ne 
aag se aag bujhaye mere armaano ne 
aag se aag bujhaye mere armaano ne 
hay armaano ne
ek masoom kali jo baharo me pali 
ek masoom kali jo baharo me pali
chhod gulshan ki gali dil ki doli me chali 
chhod gulshan ki gali dil ki doli me chali 
ae mohabbat main chali, ae mohabbat main chali 
ae mohabbat main chali, ae mohabbat main chali

Song details

Song video

Watch on YouTube