Roman script

are wah re uparwale tera bhi jawab nahi uparwale

chokri na mili naukari mil gayi strii na mili istri mil gayi

ek ladki ka main diwana

ek ladki ka main diwana samne uske magar 

ye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye

ye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye

ek ladki ka main diwana

ek ladki ka main diwana samne uske magar 

ye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye

ye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye

meri jagah jo tu hota to kya karta

meri jagah jo tu hota to kya karta

kuch kehne karne ko baki nahi rakhta

to meri taraf se ja de aa mera paigam zara

to meri taraf se ja de aa mera paigam zara

acha to batao to us ladki ka naam pata

vo jo mere dil me rehti hai

ye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye

ye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye

nind nahi aati

nind nahi aati jab vo yaad aati hai

nind nahi aati jab vo yaad aati hai

stri ho ya istri hath jalati hai

vo mujhko mil jaye dua ye mang zara

vo mujhko mil jaye dua ye mang zara

are chhod mohabbat le ye sadi tang zara

Explore this song