Roman script

ek ladki bhigi bhagi si soti raton ko jagi si 
mili ek ajnabi se koi aage na pichhe
tum hi kaho ye koi baat hai
dil hi dil me jali jati hai bigadi bigadi chali aati hai
jhunjhlati huyi balkhati huyi sawan ki suni raat me
mili ek ajnabi se koi aage na pichhe 
tum hi kaho ye koi baat hai 
ek ladki bhigi bhagi si roti raton me jagi si 
mili ek ajnabi se koi aage na pichhe 
tum hi kaho ye koi baat hai 
dagmag dagmag lahki lahki bhuli bhatki bahki bahki 
machli machli ghar se nikli pagli si kali raat me 
mili ek ajnabi se koi aage na pichhe 
tum hi kaho ye koi baat hai
ek ladki bhigi bhagi si roti raton me jagi si 
mili ek ajnabi se koi aage na pichhe 
tum hi kaho ye koi baat hai 
tan bhiga hai sar gila hai 
us ka koi pench bhi dhila hai 
tanki jhukti chalti rukti 
nikli andheri raat me mili ek ajnabi se 
koi aage na pichhe tum hi kaho ye koi baat hai 
ek ladki bhigi bhagi si roti raton me jagi si 
mili ek ajnabi se koi aage na pichhe 
tum hi kaho ye koi baat hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Madhubala, Kishore Kumar