Roman script

ek ladki daily mujhko 

karti hai telephone

ek ladki daily mujhko 

karti hai telephone

main phone utha kar hello kahun to

rakh deti hai phone phone phone

ek ladka daily mujhko 

karta hai telephone

ek ladka daily mujhko 

karta hai telephone

main phone utha kar hello kahun to

rakh deta hain phone phone phone

ek ladki daily mujhko 

karti hai telephone

baitha hoon phone ke aage

kuch kaam nahi hain mujhko

din raat tadpta hoon main

aaram nahi hai mujhko

koi puchhe usse kab tak

yun dil mera todegi

lagta hain mujhe deewana

woh bana ke hi chhodegi

are hay re hay re hay re 

ek ladki daily mujhko 

karti hai telephone

ek ladki daily mujhko 

karti hain telephone

main phone utha kar hello kahun to

rakh deti hain phone phone phone

ek ladka daily mujhko

karta hai telephone

shayad bahut hai sharmila

kuch kehne se darta hai

aawaz meri sunne ko

woh phone mujhe karta hain

mujhe phone pe uski saanse

lagti hain bhari bhaari

woh saanse meri andar

bhar deti hain chingaari

are hay re hay re hay re 

ek ladka daily mujhko 

karta hai telephone

ek ladka daily mujhko 

karta hai telephone

main phone utha kar hello kahun to

rakh deta hain phone phone phone

ek ladki daily mujhko 

karti hai telephone

main naam na uska jaanu

na soorat se pehchaanu

ye kaisa paagal pan hai

main usi ko apna maanu

woh mile suna dun usko

main apni prem kahani 

na jaane kaisa hoga

mera raaja hindustaani

are hay re hay re hay re 

ek ladki daily mujhko 

karti hai telephone

ek ladka daily mujhko 

karta hai telephone

main phone utha kar hello kahun to

rakh deti hain phone phone phone

ek ladka daily mujhko

karta hai telephone

ek ladki daily mujhko 

karti hai telephone

Explore this song