Roman script

ek khoobsurat ladki meri nayi mulaqati

ek khoobsurat ladki meri nayi mulaqati

ho sakta hai kal banjaye wo zindgi ka sathi 

ek naujwan ladka mera naya mulaqati

ek naujwan ladka mera naya mulaqati

ho sakta hai kal banjaye wo zindgi ka sathi 

wo ladki ho tum maine jab tumko paya 

tumhe dil diya dil ki mallika banaya 

bade pyar se pyar karna sikhaya 

sitam bhi sahe or gale bhi lagaya 

sitam bhi sahe or gale bhi lagaya 

ek naujwan ladka mera naya mulaqati

ek naujwan ladka mera naya mulaqati

ho sakta hai kal ban wo zindgi ka sathi 

wo ladke ho tum jo mere dil ko bhaye

bahare liye mere khwabo me aaye 

mohabbat bane or khyalo pe chhaye

naye raste zindgi ke dikhaye 

naye raste zindgi ke dikhaye 

ek khoobsurat ladki mere nayi mulaqati

ek khoobsurat ladki mere nayi mulaqati

ho sakta hai kal ban wo zindgi ka sathi 

ek naujwan ladka mera naya mulaqati

ho sakta hai kal ban wo zindgi ka sathi

Explore this song