Roman script

ek jyot chita se jalakar

jivan me layi hu

iski roshni se aasha lagayi hu

ek jyoti

meri chudiya tuti, sindur mit gaya

vidhata ye kya kiya

mera ghar ujad gaya

kal saath jo mere the

raakh unki layi hu

ek jyot chita se jalakar

jivan me layi hu

ek jyoti

taqdeer ne is janam ka

hain badla le liya

mere suhag ko mujhse pahle juda kiya

Explore this song