Roman script

ek janm do janm ya ho sato janm 
ek janm do janm ya ho sato janm 
ek janm do janm ya ho sato janm 
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
ye jaahan wo jaahan hum rahenge jaha
ye jaahan wo jaahan hum rahenge jaha
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
ek janm do janm ya ho sato janm 
chhote se dil me hasart bahut hai 
pane ki tum ko chahat bahut hai 
darta hun milke bichhad jaao tum 
ye sochne ki aadat bahut hai 
ye ghadi aur ye pal fir milenge kaha
ye ghadi aur ye pal fir milenge kaha
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
ek janm do janm ya ho sato janm 
kar rahi hun main jo yun hi tanha safar 
kya kahun mere dil me hai gam kis kadar 
jindagi meri pahle to viran thi 
tum jo aaye ho to aai hai subaha najar 
chhod ke ye dagar ab main jaun kaha 
chhod ke ye dagar ab main jaun kaha 
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
ye jaahan wo jaahan hum rahenge jaha
ye jaahan wo jaahan hum rahenge jaha
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
pyar karte hai hum pyar karte rahenge
ek janm do janm ya ho sato janm

Song details

lyricist: Shabbir Ahmed, Manoj Darpan, Satyakam Mohanty