Roman script
ho ho ho ho ho ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi yu kaho hum ek hain, aur dusra koi nahi ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi dekh ke mukhda tumhara kho gayi hai chandani kho gayi hai chandani rat ke aanchal me chhup kar so gayi hai chandani so gayi hai chandani dekh ke mukhda tumhara kho gayi hai chandani kho gayi hai chandani rat ke aanchal me chhup kar so gayi hai chandani so gayi hai chandani pyar ki bato se pyar ki bato se, uska wasta koi nahi yu kaho hum ek hain, aur dusra koi nahi ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi ho ho ho chand kah dega jamane se mile the hum yaha mile the hum yaha pyar karne wale dil dunia se darte hai kaha ho darte hai kaha chand kah dega jamane se mile the hum yaha mile the hum yaha pyar karne wale dil dunia se darte hai kaha ho darte hai kaha pyar se badhke jamane me bada koi nahi yu kaho hum ek hain, aur dusra koi nahi ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi ek hum aur dusre tum, tisra koi nahi
Song details
- Singer: Geeta Dutt
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Pyar (1950)
- Composer: Sachin Dev Burman
- Lyricist: Rajendra Krishan
- Actor: Raj Kapoor
- Actor: Nargis Dutt
- Actor: Yaqub
- Actor: Shyama
- Actor: Nawab
- Actor: Asha Lata
- Actor: Kumar
Song video
singer: Geeta Dutt, Kishore Kumar