Roman script

dono milke apne rab se pyar ki maange dua
dono milke apne rab se pyar ki maange dua
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
pyar ke is khel me do dilo ke mel me
jeet ho to dono ki ho haar akeli meri ho
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
khwaab ki ungli pakad kar dur tak jayenge ham 
tum kabhi jo kho gaye to dhundh kar layenge ham 
khwaab ki ungli pakad kar dur tak jayenge ham 
tum kabhi jo kho gaye to dhundh kar layenge ham 
kho ke milna milke khona, pyar me hasna rona 
kho ke milna milke khona, pyar me hasna rona 
gham ho mera aur khushi ki har saheli teri ho 
jeet ho to dono ki ho,haar akeli meri hi 
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
tera chehra meri aankhe ho darmiyaamn 
main tumhari rahgujar me banke chamku kahkasha 
tera chehra meri aankhe ho darmiyaan 
main tumhari rahgujar me banke chamku kahkasha 
tere hontho par ye baate chaandni jaise ho raate 
tere hontho par ye baate chaandni jaise ho raate 
jo meri baat se suljhe wo paheli teri ho 
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
dono milke apne rab se pyar ki maange dua
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
pyar ke is khel me do dilo ke mel me
jeet ho to dono ki ho haar akeli meri ho
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho 
ek hatheli teri ho ek hatheli meri ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Rishi Verma, Priyanka Mehta