Roman script

ek hasina jabse mili dil hain bekraar 

nind udi chain luta kya hai yahi pyaar 

ye kya huaa jo bhi huaa bura huaa yaar 

log kahe bada bura rog hain ye pyaar 

ya ya ya ya 

ek hasina jabse mili dil hain bekraar 

nind udi chain luta kya hain yahi pyaar 

ya ya ya ya la la la la 

pahale to jaadu kiyaa, chori se dil le liya 

dil pe bada naaj tha, dil ne hi dhokha diya 

hame diwaana bana ke, diwaani hanse baar-baar 

hame diwaana bana ke, diwaani hanse baar-baar 

ye kya huaa jo bhi huaa bura huaa yaar 

log kahe bada bura rog hain ye pyaar 

ya ya ya ya 

mayus hote ho kyu, aashiq ho rote ho kyu 

main muft mara gaya, rou na to kaya karu

abhi to pyaar hain, abhi se maan gaye haar 

abhi to pyaar hain, abhi se maan gaye haar 

ek hasina jabse mili dil hain bekraar 

nind udi chain luta kya hain yahi pyaar 

ya ya ya ya la la la la 

maange se dil na mile, dam hain to dil chhin le 

ab wo diwaane kahaa, jinke ho ye hausale 

milega aisa diwaana karo kuchh roz intezaar 

milega aisa diwaana karo kuchh roz intezaar 

ek hasina jabse mili dil hain bekraar 

nind udi chain luta kya hain yahi pyaar 

ye kya huaa jo bhi huaa bura huaa yaar 

log kahe bada bura rog hain ye pyaar

ya ya ya ya la la la la 

ya ya ya ya la la la la 

ya ya ya ya la la la la 

ya ya ya ya la la la la

Explore this song